जय जय प्रभु येशु की २

हमको बचाने आया जगत में

उसकी स्तुति करो

गाओ ख़ुशी के गीत

हे धरती हे आकाश

आया मसीह जग में

पाप को करने नाश

खून की धरा बहती सूली से

जिस मे धुले सब पाप

धो लो अब तुम अपने ह्रदय को

उसमे रहे न दाग (2)

ग्रहण करो तुम आज येशु को

प्रेम की बहती धारा

उसको बना लो खेवनहारा

नाव लगा लो पार (2)

वापस आता मेरा प्रभु जी

ले जाएगा साथ

आशा मेरी अब तो यही है

चलो तुम मेरे साथ (2)

हरदम होंगे साथ येशु के

ख़ुशी और शांति आराम

आएगा वो लेने तुम्हें भी

रहना तुम तैयार (2)

Jay jay prabhu yeshu ki 2

hamko bachane aya jagat me

uski stuti karo

Gao khushi ke geet

He dharti he akasha

aya masih jag me

paap ko karne nash

Khun ki dhara bahati suli se

Jis me dhule sab paap

Dho lo ab tum apne hruday ko

usme rahe na daag (2)

Grahaṇ karo tum aaj yeshu ko

Prem ki bahati dhaar

usko bana lo khevanahara

Nav laga lo par (2)

Vapas ata mera prabhu ji

Le jayega sath

asha meri ab to yahi hai

Chalo tum mere sath (2)

Haradam honge sath yeshu ke

khushi aur shaanti arama

ayega vo lene tumhe bhi

Rahana tum taiyar (2)

Share.

Comments are closed.